Shab E Furqat Hai Dil Mein
शब-ए-फ़ुर्क़त है दिल में इज़्तिराब आया तो क्या होगा
जो इस ज़ुल्मत से मिलने आफ़ताब आया तो क्या होगा
लिखे हैं ख़त जो आका को परेशानी के अश्कों से
किसी दिन उस मेहरबाँ का जवाब आया तो क्या होगा
सदा जिस नाज़नीं पिकर को सोचा ही किया मैं ने
कभी जो ख़्वाब में वो बे-हिजाब आया तो क्या होगा
मैं सहरा-ए-अतश में कैस की मानिंद थे भटकूँ
अगर सर-चश्मा-ए-हक़ का लुबाब आया तो क्या होगा
ख़यालों में जो मक्के की ज़फ़ररानी चली आई
अचानक गुम्बद-ए-इंक़िलाब आया तो क्या होगा
मुँहअत्तर करने किस्मत से दर-ओ-बाम-ए-दिल-ओ-जाँ को
मेरी ख़ातिर मदीने का गुलाब आया तो क्या होगा
ना’त-ख़्वॉं:
मुहम्मद अली फ़्रेज़ी
Shab-e-Furqat Hai Dil Mein Iztiraab Aaya To Kya Hoga
Jo Is Zulmat Se Milne Aaftaab Aaya To Kya Hoga
Likhe Hain Khat Jo Aaqa Ko Pareshaani Ke Ashkon Se
Kisi Din Us Mehrbaan Ka Jawaab Aaya To Kya Hoga
Sada Jis Naazneen Pikar Ko Socha Hi Kiya Main Ne
Kabhi Jo Khwaab Mein Wo Be-Hijaab Aaya To Kya Hoga
Main Sehra-e-Atash Mein Qais Ki Maanind The Bhatkoon
Agar Sar-Chashma-e-Haq Ka Lubaab Aaya To Kya Hoga
Khayaalon Mein Jo Makke Ki Zafarrani Chali Aayi
Achanak Gumbad-e-Inqilaab Aaya To Kya Hoga
Mu’attar Karne Qismat Se Dar-o-Baam-e-Dil-o-Jaan Ko
Meri Khaatir Madine Ka Gulaab Aaya To Kya Hoga
Naat-Khwaan:
Muhammad Ali Fraizi
