Mujrimon Ki Tarah Khade Hote
मुजरिमों की तरह खड़े होते
और सरकार सामने होते
मुस्तफा पूछते हैं ख़ता क्या है
हमने दामन से रो दिए होते
आशिकों लौट के ना आना था
शहर-ए-तैबा में मर गए होते
काश हम होते ना’त के मिसरों
और हस्सान पढ़ रहे होते
ना’त-ख़्वॉं:
उस्मान हारूनी
Mujrimon Ki Tarah Khade Hote
Aur Sarkar Saamne Hote
Mustafa Poochhte Hain Khata Kya Hai
Humne Daaman Se Ro Diye Hote
Aashiqon Laut Ke Na Aana Tha
Shahr-e-Taiba Mein Mar Gaye Hote
Kaash Hum Hote Naat Ke Misron
Aur Hassan Padh Rahe Hote
Naat-Khwaan:
Usman Harooni
