📿 Join Naat Group

← All Naat Lyrics

बुरा भला हू मैं जैसा हूं या ग़रीब नवाज़ / Bura Bhala Hoon Main Jaisa Hoon Ya Gharib Nawaz

बुरा भला हू मैं जैसा हूं या ग़रीब नवाज़
तुम्हारा था मैं तुम्हारा हूं या ग़रीब नवाज़

कोई फकी़र किसी बादशाह को क्या देगा
बस एक दिल था जो लाया हू या ग़रीब नवाज़

यह आ के क़दमों में कहने लगा अना सागर
तुम्हारे कासे का क़तरा हूं या ग़रीब नवाज़

ना’त-ख़्वॉं:
गुलाम गौस ग़ज़ाली

Bura Bhala Hoon Main Jaisa Hoon Ya Ghareeb Nawaz
Tumhara Tha Main Tumhara Hoon Ya Ghareeb Nawaz

Koi Faqeer Kisi Baadshah Ko Kya Dega
Bas Ek Dil Tha Jo Laaya Hoon Ya Ghareeb Nawaz

Yeh Aa Ke Qadmon Mein Kehne Laga Ana Sagar
Tumhare Kaase Ka Qatra Hoon Ya Ghareeb Nawaz

Naat-Khwaan:
Gulam Gaus Ghazali