मुजरिमों की तरहा खड़े होते
और सरकार सामने होते
मुस्तफा पूछते खता क्या है
हम नदामत से रो दिए होते
काश ख्वाबों में या गए होते
उनको जी भर के देख ते होते
आशिकों लौट के ना आना था
शहरे तैबा मैं मर गए होते
होता मिट्टी का एक खिलौना में
मुझ से हसनैन खेल ते होते
में भी लकड़ी की जूतियाँ होता
और आक़ा पहन रहे होते
जान उन पर निसार कर देते
काश हम कर्बला गए होते
में भी कुछ महज़बानी कर लेता
आप मेहमान बन गए होते
काश हम होते नात के मिसरे
और हस्सान पढ़ रहे होते
नात-ख्वां:
उस्मान हारूनी
Mujrimon ki tarah khade hote
Aur sarkaar samne hote
Mustafa poochhte khata kya hai
Hum nadamat se ro diye hote
Kaash khwabon mein ya gaye hote
Unko ji bhar ke dekhte hote
Aashiqon laut ke na aana tha
Shehr-e-Taiba mein mar gaye hote
Hota mitti ka ek khilona main
Mujh se Hassanain khelte hote
Main bhi lakdi ki juttiyaan hota
Aur Aaqa pehn rahe hote
Jaan un par nisaar kar dete
Kaash hum Karbala gaye hote
Main bhi kuch mahzabani kar leta
Aap mehmaan ban gaye hote
Kaash hum hote naat ke misra
Aur Hassan padh rahe hote
Naat-Khwan:
Usman Harooni